Mantra Jaap Kaam Kyu Nahi Kar Raha? Ye Galtiyan Aapki Sadhana Rok Rahi Hain!
Kya aapka mantra jaap ya naam jaap kaam nahi kar raha?" Main bhi kabhi isi sthiti mein thi. Main mantra toh karti thi, lekin mann bhatakta rehta tha. Kabhi results ki chinta, kabhi expectations, kabhi sirf mechanical repetition. Bahar se jaap ho raha tha, lekin andar koi badlav nahi ho raha tha. Phir dheere dheere mujhe samajh aaya ki mantra sadhana ka uddeshya sirf mantra ko repeat karna nahi hai. Tota ki tarah mantra bolte rehna adhyatmik vriddhi nahi deta. Asli mantra sadhana tab shuru hoti hai jab: ✨ Aap mantra ke arth ko jeena shuru karte hain ✨ Aapka hriday mantra se judta hai ✨ Aap jaap ko Bhagwan ko samarpit karte hain ✨ Aap adhik sachet (conscious) jeevan jeena shuru karte hain ✨ Aap phal ki ichchha chhodkar prem se jaap karte hain Is video mein maine mantra jaap ki kuch sabse common galtiyon ke baare mein baat ki hai jo humari sadhana ko rok deti hain. Agar aap sach mein mantra sadhana mein pragati karna chahte hain, toh yaad rakhiye: "Mantra ko pakadna nahi, mantra ko Bhagwan ko wapas samarpit karna seekhiye." Jab mantra hriday se nikalta hai, tab jaap sirf shabdon ka punaravartan nahi rehta — woh ek jeevit sambandh ban jata hai. 🙏 Jai Maa Kali #MantraJaap #NaamJaap #MantraSadhana #Spirituality #KaliSadhana #BhaktiYoga #Meditation #HinduSpirituality #ConsciousLiving #SpiritualGrowth #SanatanDharma #InnerPeace #MantraMeditation #KaliBhakti #ExpandConsciousness

Naam Jaap or Mantra Jaap | How to Begin Your Spiritual Journey? ✨

Kya Bhairav Bhakti Mei Aap Ye Galti Toh Nahi Kar Rahe? Jaan Lo Phal Prapti ka Rahasya

जब लड़की देखने आए उत्पल दत्त - उत्पल दत्त की हसी से लोटपोट कर देने वाली कॉमेडी - Kissi Se Na Kehna

True Reincarnation Story of Dr. Toran Singh Chahar I Titu Singh Reincarnation

Listen and Feel the Peace | Tibetan Healing Sounds for Deep Meditation, Inner Peace & Soul Healing

Jaishankar’s Ice-Cold Reply Leaves Arrogant American Speechless

5000 वर्षों से जिंदा है ?|| SWAMI YO

Freedom From Looping Thoughts | Ye Secret Mujhe Ab Samajh Aaya

9 Powerful Signs Your Mantra Is Activated । Siddhi, Divine Signs & Spiritual Awakening । Udit Arora

Abhigya Predicts - Emerging New World Order: Wars, Leaders, Economies & India- in 2030.

963Hz + 852Hz + 639Hz | Miracle Tones | Activate Pineal Gland | Open Third Eye | Heal Heart Chakra

Divine Signs & Ishta Dev Connection: Karmic Clearance, Cosmic Plan & Destiny । Sadhvi Vishnu Priya

Frequency Of God 963 Hz ✨ Attract Miracles, Divine Blessings & Deep Inner Peace In Your Life

The Dark Truth About Manifestation Culture | Vijender Masijeevi

Betti Full Movie | Ajay Devgan | Rani Mukerji | Janki | Tabu | Latest Bollywood Thriller Movie 2026

OSHO - नानक का अनहद नाद | When Nanak Heard The First Sound | Osho Hindi Speech

Roz Jaap Karo… Fir Dekho | Best 12 Minutes of your LIFE | Udit Arora | Shardul Pandit #hindipodcast

ईरान मीडिया ने चलाया शिव तांडव स्तोत्रम कहा शिव ही अल्लाह | Iran Media on Lord Shiva

80,000 People VANISHED in One Night | Mystery of Kuldhara | Dhruv Rathee

