Gar Haath Tere Hotay | New Arbaeen Noha 2026 | Syed Araj Haider | Nohay 2026
Abbas (a.s) Mein Beparda Bazar Nahi Jaati, Gar Hath Tere Hotay | Arbaeen 2026 Noha | Chehlum 2026 Noha | Bibi Zainab (a.s) Noha | Hazrat Abbas | Muharram 2026 | New Noha | Syed Araj Haider 🔔 Subscribe and turn on notifications for upcoming Nohay, Manqabats, and Islamic content Bismillah 🚩💔 Labbaik Ya Hussain (a.s) 🖤🥀 6th NOHA | Noha Album 2026-1448 New Noha: Abbas (a.s) Mein Beparda Bazar Nahi Jati Gar Hath Tere Hotay Recited: Syed Araj Haider Composed: Zeeshan Abidi & Syed Araj Haider Poet: Zeeshan Abidi Audio: Team Safeer e Husaini Mix and Master: Studio 92 (Shabih Jafry) Cinematographer: Syed Mehdi Atta Rizvi Edit & Post: 92Plus (Shahzain Haider) SPECIAL THANKS TO: Brother Azam Hussain Brother Mehdi Atta Brother Ali Agha SOCIAL MEDIA TEAM: Creatives: Softlink Creations (Akbar Rizvi) Follow Syed Araj Haider Instagram: / syedarajhaider Facebook: / syed.haider828 YouTube: / @syedarajhaider TikTok: / syedarajhaider Lyrics: Jab karbobala aayay haram qaid say chutt kar. Zainab nay kaha bhai ki turbat say lipat kar. Abbas mein beparda bazar nahi jaati gar haath teray hotay .. Yeh duniya meray sar pay pathar toh na barsaati gar haath teray hotay…. Bazaar mein naizay par jab mayree rida aayi Naizay say yeh toonay bhi Daikha tha meray bhaai Meri khoonnn bhari chaadar naizay pay nahi jaati gar haath teray hotay Sar tayra dikhaaya tha Jab khainch kay baaloon say Abbas Sakeena ko maara tha tamaachoon say Har morr pay zaalim kay Durray woh nahee’n khaati gar haath teray hotay Haan baad teray hamko Jab qaidi banaaya tha Jis raaha mein aabid ko kaantoo’n pay chalaaya tha uss raaha mein yeh zainab baaghi nahi kehlaati gar haath teray hotay Hansta tha laee’n haayay jab naam mera laykay mein roti rahi bhaai bas tujhko sadaa daykay darbaar mein zainab ko yeh baat na tarpaati gar haath teray hotay Ham aagayay lekin wo na aayi rihaa hokar Haan margayi woh bachi teri yaad mein ro rokar Mein baali sakina ko zindaa’n mein na dafnaati gar haath teray hotay Sughra ko watan jaakar kia haal sunaaongi jo neel hain haathoon mein woh kaisay chupaaongi rassi kay nishaa’n zainab shaanoon pay nahi laati gar haath teray hotay Zeeshan o Araj rokar Boli yeh behan bhaai uth kar teri turbat say jaana hay watan bhaai pardais say ghar zainab iss haal mein naa jaati gar haath teray hotay. 🔔 Subscribe and turn on notifications for upcoming Nohay, Manqabats, and Islamic content. 🖤🏴 Ya Hussain (AS) 🏴🖤 #newnoha #syedarajhaider #muharram #karbala #shia #yahussain #labbaikyahussain #follower #nohaimamhussain #nohamolaabbas #molaabbas #bibizainab #bibizainabnoha #muharramstatus #ghamehussain #arbaeen #chehlumimamhussain #arbaeen2026 #arbaeenwalk #azadari #matamdari #pursadareahlebait #azadar

Dukhty Hein Mery Kaan | Noha Bibi Sakina as | Kazmi Brothers Nohay 2022 | Muharram Album Nohay 2022

Haye Tanha Hai Sakina (S.A) | Shadman Raza | New Noha | 1448 - 2026

Chala Gaya Abbas (a.s) | Syed Araj Haider | Muharram 2026 | Mola Abbas (a.s) Noha

Mazar E Fatima | Nadeem Sarwar | 2026 | 1448 |👑🖐️#muharram #ns2026 #nadeemsarwar #trending#viral

Mili Rehai To Abid (a.s) Yeh Kaam Karke Chalay | Syed Araj Haider

Ek Angraiz Nay Matmi Jalus Dekha | Dunya Per Azadari Kay Asraat | Reality By | Allama Yaseen Qadri

Shaheed Karbala Ka Gham Sada Rahega"Arbaeen Noha | Atif Hussain Nagri & Ali Yazdan Nagri

Kya Tum Mere Hussain (a.s) Ho

Zakhmi Hai Bohot Gaisuon Wala | Hazrat Ali Akbar Noha 2026 | Nabeel Rizvi | Muharram 1448

🌿 نماهنگ نمیدم پیرهنت مال منه | 🎙 کربلایی حسین ستوده | Hussain Sotoodeh | محرم 1405

Pani Sakina Ko Pilao | Syed Raza Abbas Zaidi | Taseer Raza Zaidi | Nohay 2026 | Bibi Sakina Noha

Mola Sajjad (a.s) Noha | Koi Sajjad (a.s) Se Poochay | Syed Araj Haider | New Noha 2026

Aao Baba Ko Rukhsat Karo | Syed Araj Haider

Bibi Sakina Noha 2026 | Maqtal Suno Sakina Ka | Mir Sajjad Mir Nohay 2026 | 13 Safar Shahadat

Nadeem Sarwar 2018 Full Album | Best Noha Collection 2018 | New Mola Hussain Nohay

Shahadat Bibi Sakina sa | Allama Asif Raza Alvi | Haideria Bradford Uk | 2026 10 Safar

Alwida Aey Hussain Alwida | الوداع اے حسینؑ الوداع | Nabeel Rizvi | New Noha 2026 | Muharram 1448

Kiya howa bazar main abid jo borha hogaya | Saqib khan Party | 24 Muharram Mochi Gate | New Noha

Moukab Carvan-e-Hind Ne Kamal Kr Diya❤️| Arbaeen Walk Najaf Se Karbala Pole No 327 #arbaeen #mashi

