Aaj Bura Haal Ho Gaya | Shadeed Garmi Mein Gari Ka Kaam | Toofan Mein Safar

Assalam o Alaikum dosto Aaj ka din bohat sakht guzra. Shadeed garmi mein sahab ne gari ka kaam karwaya. Ghanton lag gaye. Jaan nikal gayi garmi se Phir shaam ko shehar se gaon wapas aa raha tha ke raste mein achanak toofan shuru ho gaya. Barish aandhi aur tez hawa. Gaon tak pohanchna mushkil ho gaya Mehnat, garmi aur phir toofan. Aaj waqai bura haal ho gaya tha Video dekho aur batao aap ke saath kabhi esa din aya hai? Like Share aur Subscribe zaroor karna Allah Hafiz Hashtag Garmi Hashtag Toofan Hashtag Mehnat