रहबरे दीने ख़ुदा पाइन्दाबादो ज़िंदाबाद || RAHBARE DEENE KHUDA PAINDABAD O ZINDABAD (WITH WRITE UP)
Nauha 1437 HIJ YEAR 2015-16 Nauhakhwan :: S. Shuja Abbas Zaidi Kalaam : Maulana Alim Zaidpuri saheb Special Thanks to Dastae Haideri, Zaidpur, Barabanki #28rajabnauha #28rajab #zaidpur ----------------------------------------------------------- RAHBARE DEENE KHUDA PAINDABAD O ZINDABAD WARISE KHAIRULWARA PAINDABAD O ZINDABAD JA RAHA HAI FATHA KARNE KARBALA KA MAREKA YE HUSAINI QAFILA PAINDABAD O ZINDABAD ALAME RANJO MEHAN ME CHHORA HAI JISNE WATAN IBNE SHAHE LAFATA PAINDABAD O ZINDABAD AYI HAI PAIHAM SADA ZARRATE YASRAB SE YAHI WARISE ARZO SAMA PAINDABAD O ZINDABAD QABRE AHMAD SE SADA AYI SIDHARO AEY HUSAIN TERE DIL KA HAUSLA PAINDABAD O ZINDABAD JA RAHA HAI JO NISHANE FATHA LEKAR SHAH KE SATH WO WAFAO KA KHUDA PAINDABAD O ZINDABAD CHHOR KE JHOOLE KO JO SHAUQE SHAHADAT ME CHALA WO HUSAINI SOORMA PAINDABAD O ZINDABAD SHAH KE INKAAR PAR BAN JAYEGA MOHKAM GAWAH ASGHARE NAZUK ADA PAINDABAD O ZINDABAD AYEGA JISKI HASI SE FAUJ ME EK INQELAB USKA NANHA SA GALA PAINDABAD O ZINDABAD SHAH KA NOORE NAZAR ZAINAB KA DIL LAILA KI JAA'n WO SHABEEHE MUSTUFA PAINDABAD O ZINDABAD KHAYEGA SEENE PA BARCHI NAUJAWANO NAMURAD AKBARE GULGU'n QABA PAINDABAD O ZINDABAD JA RAHE HAIN SANIYE ZAHARA KE DO NAZUK SE PHOOL ROOHE BAGHE MURTUZA PAINDABAD O ZINDABAD SUBAH MAHSHAR TAK RAHE QAYEM YE 28 RAJAB SUBAH MAHSHAR TAK RAHE QAYEM SAFAR KI YADGAR HAIDERI DASTA SADA PAINDABAD O ZINDABAD ROK LO ALIM QALAM AUR KAR LO BAS AB YE DUA QAYEM-E-ALE ABA PAINDABAD O ZINDABAD --------------------------------------------------------------------------- रहबरे दीने ख़ुदा पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद वारिस खैरुलवरा पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद जा रहा है फतह करने करबला का मारेका ये हुसैनी क़ाफ़िला पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद आलमे रंजो मेहन में छोड़ा है जिसने वतन इब्ने शाहे लाफ़ता पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद आयी है पैहम सदा ज़र्राते यसरब से यही वारिसे अर्ज़ो समां पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद क़ब्रे अहमद से सदा आयी सिधारो ऐ हुसैन तेरे दिल का हौसला पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद जा रहा है जो निशाने फतह लेकर शह के साथ वो वफ़ाओं का ख़ुदा पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद छोड़ के झूले को जो शौक़े शहादत में चला वो हुसैनी सूरमा पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद शाह के इंकार पर बन जायेगा मोहकम गवाह असगरे नाज़ुक अदा पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद आएगा जीसकी हसी से फ़ौज में इक इंक़ेलाब उसका नन्हा सा गला पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद शाह का नूरे नज़र ज़ैनब का दिल लैला की जां वो शबीहे मुस्तुफा पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद खायेगा सीने प बरछी नौजवानो नामुराद अकबरे गुलगूँ क़बा पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद जा रहें हैं सानिये ज़हरा के दो नाज़ुक से फूल रूहे बाग़े मुर्तुज़ा पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद सुबह महशर तक रहे क़ायम ये 28 रजब सुबह महशर तक रहे क़ायम सफ़र की यादगार हैदरी दस्ता सदा पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद रोक लो आलिम क़लम और कर लो बस अब ये दुआ क़ाएमे आले अबा पाइन्दाबाद ओ ज़िंदाबाद

Darbar Mein Sakina | Zohair Sultanpuri 2017-18

Rehan Tariq Arrested | Rehan Tariq Podcast with Jawad Naqvi | Engineer Muhammad Ali Mirza

Nadeem Sarwar - Hussain Zindabad 1999

Imam Ali Raza (ع) VS Ulama e Dunya Yadgar Munazra...!! | Maulana Syed Ali Raza Rizvi

Tarhai Salam | Zainab Tere Khutbo'n Sa Nahi Waar Koi Aur | Anjuman Ghuncha-e-Mahdiya, Lucknow

Bibi Zainab AS Ka Khutba | Yazeed Ke Darbar Mein Inquilab | Karbala Ke Baad Ki Kahani | MMattersTV

Aye Mere Asghar Aa Jao | With Lyrics | Javed Gopalpuri Nohay 2015 | Moharram 1437 H.

Hazrat Umar Ne BiBi Fatima (a.s) Ke Ghar Ka Darwaza Jalaya Tha | Mufti Fazal Hamdard | Junaid Rehman

Khamenei’s Funeral: Hidden Messages Behind the Quranic Verses | Dr Nasir Baig

Chhord Aaya Zuljanah Kahan | Mahfooz Sultanpuri | Ahsas-e-Atash | Raza Sirsivi Moharram Nohey

Karbla ke baad Yazeed ki mout😲| Yazeed (yazid) ki maut | Engineer Muhammad Ali Mirza یزید کی موت

Ye Alam Abbas Ka

Kiya Mola Ali a.s Ny Ahtejaaj Nahi Kiya?? Ahlesunnat Jawab Den! Allama Anwar Ali Najfi

Azad Parindo Se Keh Do | Noha Arzoo Jalalpuri | #SULTANPUR 2019

Hussain Zindabad Syed Raza Abbas Shah | New Nohay 2021-22 Noha Imam Hussain AS Hai Karbala Ko Basaya

Karbala Movie - SNS Production

Mola Ali nejo namaze abubakkar Hazrat Umar ke piche padi maula Ali per kya fatwa lagaoge

New Noha 2020 | Tur Chaliyan Sham Nu Baba | Hassan Sadiq | Mehrban Ali | Nohay 1442 | Muharram 2020

Salaam | Anjuman Raunak e Deene Islam Lucknow |29Muharram Juloose Alam QADEEM Rampur U.P 1446H 2024

