Kabhi Aisa Ho Jaye k Hum Tum Mil jaye

Kabhi Aisa Ho Jaye By Insomniac The Band [LYRICS] : Kabhi aisa ho jaye, ke hum tum mil jayen Khwab saare poorey ho jayen... Khabi kuch to tum kaho, kabhi kuch to main sunoo Raastey yeh sang ho jayen.. Kabhi aisa kyuon lage key saara yeh jahan , kuch bhi nahi hai tuzh bin.. Kabhi aisa kyuon lage , ke pyaar ki daastan, ho doorie hai tuzh bin.. Woh saare beete pal, woh baaten pyaar ki, mujhko sataaye raat bharr.. Kabhi aisa ho jaye yeh yaaden na rahen, dil ko mere aaye chain.. Kabhi aisa ho jaye, key sab kuch kho jaye, ek tere siwaa kuch bhi naa rahe, kuch saath tum chalo, kuch sang jo main rahoon, tanhayian yeh kum ho jaaye.. kabhi aisa kyuon lage key saara yeh jahan , kuch bhi nahi hai tuzh bin.. kabhi aisa kyuon lage , ke pyaar ki daastan, ho doorie hai tuz bin.. Na mujhko sataana, intezaar kar raha hoon.. Tu meri zindigani, tu hai meri kahani, aitbaar kar raha hoon Woh saare beetey pal, woh veera zindagi, mujhko sataaye raat bharr.. Kabhi aisa ho jaye yeh yaaden na rahen, dil ko mere aaye chain.. Help us caption & translate this video! http://amara.org/v/EaSj/