चकियाँ पीस के अये लाल तुझे पाला था | Mo Yasir | Azadari Sipah | Chehellum Bibipur Mau

चकियाँ पीस के अये लाल तुझे पाला था | Mo Yasir | Azadari Sipah | Chehellum Bibipur Mau 2024 Title :- चकियाँ पीस के अये लाल तुझे पाला था Program :- Jaloose Chehlum Reciter :- Mo Yasir Video :- Azadari Sipah Location :- Bibipur Mau Date :- 28/08/2024 ☆ NOHA LYRICS ☆ Chala khanjar toh sarhane se pukari zehra Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) Ay mere laal hussain (6) Chala khanjar toh sarhane se pukari zehra Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) Teri gardan pe kiya karti thi mai pyaar kabhi Apni tasveer ko karti thi tera haal kabhi Kya qabar thi k chalegi yahin talwar kabhi Isi gardan pe toh lete the payambar bosa Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) Rehgaya khoon may reqabon ki tabeeron may Aaj har simt se tu phir gaya shamsheeron may Dekhun kin ankhon se laal tujhe teeron may Kabhi jibreel jhulate the tera gehwara Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) Aa mere laal mai anchal may chupalun tujhko Maamta kehti hai bahon may basalun tujhko Phir usi tarha mai seene se lagalun tujhko Jaise ek baar mera bandhe kafan toota tha Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) Tu hai woh phool k rota hai chaman bhi tujhko Tu musafir hai k dhundega watan bhi tujhko Haan magar denge na ashraar kafan bhi tujho Woh bhi chin jayegi agar laash pe rakhdun mai rida Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) Shimr ki ankhon may ghairat ki nishani bhi nahi Doob hai itna k khanjar may rawani bhi nahi Khush hai halq may rehal ka paani bhi nahi Haan mere mahal may halan k yeh behta dariya Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) Ab woh humshakle nabi akbar e jaraar kahan Sogaya dast may abbas e alamdar kahan Khaak e jungal may luti hai teri sarkar kahan Kya ujadta hai bhala yun bhi kisika kumba Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) Qasim o aun o mohammed ali akbar bhi nahi Naaz tha jise pe tujhe ab toh woh lashkar bhi nahi Kaanon baazu pe rakha hai k baradaar bhi nahi Kya qabar thi k tu hojayega itna tanha Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) Sab ko batlate hain ye log nabi ki ummat Ab na ankhon may murawat na dilon may ghairat Naam sa ghusl o kafan kaisi namaz e maiyyat Chod jayenge ye sab khaak pe laasha teraChakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) Sogaye run may tere sog manane wale Khoon may doob gaye khaak udane wale Bekafan khud hai kafan tujhko pinane wale Aa teri laash pe mai dalun woh ashkon ki rida Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2)Asr e ashoor ka hai ameer o nayyar woh asar Ghumzade karbobala sa gaya har manzar par Ab musalle pe ho mimbar pe hun ya bistar par Ghum juda rehta hai socho mai wahi ek noha Chakkiyan pees k ay laal tujhe pala tha(2) ****** Follow Us Youtube    / @azadarisipah   Instagram   / x_zeeshu_02   Facebook   / azadari.sipah   Snapchat   / mdjishana202662   Sec Youtube    / @husainisipahofficial   Sec Instagram    / @husainisipahofficial   #Azadarisipah #moyasir #bibipurchehlum #chehellum #moharram #bibipurchehlum #asna #chehellum2024

इस्लाम क लेके झंडा कूफा मे उड़ावल जाइ || फारूक आज़मी का बहुत ही खूबसूरत भोजपुरी नोहा ||
▶︎

इस्लाम क लेके झंडा कूफा मे उड़ावल जाइ || फारूक आज़मी का बहुत ही खूबसूरत भोजपुरी नोहा ||

जंगल से वतन ज़ैनब दुःखिया घर बार लुटा कर आई है || Chehellum 2024 || Azadari Sipah
▶︎

जंगल से वतन ज़ैनब दुःखिया घर बार लुटा कर आई है || Chehellum 2024 || Azadari Sipah

Mukhtar Nama | Yazeedi Pehelwam Aik Hi War Main Qatal | Mukhtar Nama In Urdu/Hindi
▶︎

Mukhtar Nama | Yazeedi Pehelwam Aik Hi War Main Qatal | Mukhtar Nama In Urdu/Hindi

Jab Shaam Jana_Noha Syed Shahnawaz Ahmad 10 Muharram Juggaur 2026
▶︎

Jab Shaam Jana_Noha Syed Shahnawaz Ahmad 10 Muharram Juggaur 2026

Chakkiyan Pees Ke Aye Lal Tujhe Pala Hai | Safeer-e-Aza S. Ameer Hasan Aamir
▶︎

Chakkiyan Pees Ke Aye Lal Tujhe Pala Hai | Safeer-e-Aza S. Ameer Hasan Aamir

Kiya Mola Ali a.s Ny Ahtejaaj Nahi Kiya?? Ahlesunnat Jawab Den! Allama Anwar Ali Najfi
▶︎

Kiya Mola Ali a.s Ny Ahtejaaj Nahi Kiya?? Ahlesunnat Jawab Den! Allama Anwar Ali Najfi

Mar Gaya Zainab Tera She-E Jawan | 7 Muharram Chilkana Saharanpur 2026 | Hussaini Tuber
▶︎

Mar Gaya Zainab Tera She-E Jawan | 7 Muharram Chilkana Saharanpur 2026 | Hussaini Tuber

1988 का पुर दर्द नौहा KAHA SHAH NE RORO KE AYE KARBALA,ANJUMAN SAJJADIYA GHOSI 2 MUHARRAM 2024 GHOSI
▶︎

1988 का पुर दर्द नौहा KAHA SHAH NE RORO KE AYE KARBALA,ANJUMAN SAJJADIYA GHOSI 2 MUHARRAM 2024 GHOSI

Sans Na Ruk Jaye Ya Rab Qafla Salar Ki Noha by Zawar Ali Raza Noshi
▶︎

Sans Na Ruk Jaye Ya Rab Qafla Salar Ki Noha by Zawar Ali Raza Noshi

चकिया पीस के ऐ लाल तुझे पाला था ❤️‍🩹 Chehlum 2025 | Sipah Ibrahimabad Mau | अंजुमन अंसारुल मुस्लिमीन
▶︎

चकिया पीस के ऐ लाल तुझे पाला था ❤️‍🩹 Chehlum 2025 | Sipah Ibrahimabad Mau | अंजुमन अंसारुल मुस्लिमीन

Jangal se Watan Zainab Dukhiya Full Noha | Bibipur Chahellum 2024 | Anjuman Ansarul Muslemeen Sipah
▶︎

Jangal se Watan Zainab Dukhiya Full Noha | Bibipur Chahellum 2024 | Anjuman Ansarul Muslemeen Sipah

Sham e Ghareeban Ki Haqeeqat | Karbala Ke Baad Ki Sabse Dardnak Raat 💔 | Dr.Israr Ahmad Lectures
▶︎

Sham e Ghareeban Ki Haqeeqat | Karbala Ke Baad Ki Sabse Dardnak Raat 💔 | Dr.Israr Ahmad Lectures

Fatma Ka Shahjada | Fatehpur Atwa Milani | Muharram 2025 | Noha | #muharram #muharram2025 #noha
▶︎

Fatma Ka Shahjada | Fatehpur Atwa Milani | Muharram 2025 | Noha | #muharram #muharram2025 #noha

chakiya peese ke lal tujhe pala tha.mp4
▶︎

chakiya peese ke lal tujhe pala tha.mp4

Muharram Ke Juloos Me Bata Zehar | Maulana Meesam Zaidi Sahab Ka Bayan
▶︎

Muharram Ke Juloos Me Bata Zehar | Maulana Meesam Zaidi Sahab Ka Bayan

Mai Sakina Baba Mai Yateema Baba | Anjuman Jafariya Kopaganj Mau | Juloos E Chehlum Kopaganj 2024
▶︎

Mai Sakina Baba Mai Yateema Baba | Anjuman Jafariya Kopaganj Mau | Juloos E Chehlum Kopaganj 2024

Shala Oh Na Roway | Jarnail Main Kothi Howe Foj Da Han | Qurban Jafri Noha | At House Waseem Baloch
▶︎

Shala Oh Na Roway | Jarnail Main Kothi Howe Foj Da Han | Qurban Jafri Noha | At House Waseem Baloch

Ali Jee | Dil e Dukhtar | 2013 | علی جی شگفت انگیز بچه پاکستان
▶︎

Ali Jee | Dil e Dukhtar | 2013 | علی جی شگفت انگیز بچه پاکستان

🔴 Live Jaloose Chehellum Bibipur Mau | Azadari Sipah | अंजुमन अंसारूल मुस्लिमीन सिपाह | 28/08/2024
▶︎

🔴 Live Jaloose Chehellum Bibipur Mau | Azadari Sipah | अंजुमन अंसारूल मुस्लिमीन सिपाह | 28/08/2024

Rare & Exclusive Majlis | Khateeb-e-Akbar Maulana Mirza M. Athar | Safar-e-Imam Husain a.s.
▶︎

Rare & Exclusive Majlis | Khateeb-e-Akbar Maulana Mirza M. Athar | Safar-e-Imam Husain a.s.