California mein Hyderabad ke ek hi pariwar ke 3 logo'n ka inteqal, AIMIM ne pesh ki taaziyat.
California mein pesh aaye dardnaak road haadse mein Sayeedabad Colony, Hyderabad ke ek hi pariwar ke 3 afraad ke inteqal ki khabar nihayat afsosnaak hai. Is haadse mein Shaik Abdul Naveed aur unki chhoti beti bhi zakhmi hue hain, jinka ilaaj jaari hai. Jaise hi is dardnaak waqia ki ittela AIMIM President Barrister Asaduddin Owaisi Sahab ko mili, unhone fauran AIMIM Yakutpura MLA Janab Jaffar Hussain Meraj aur Nampally MLA Janab Mohammed Majid Hussain ko marhoomeen ke ghar bheja. MLAs ne ghamzada pariwar se taaziyat pesh ki, marhoomeen ke liye dua-e-magfirat ki aur yaqeen dilaya ke is mushkil aur gham ki ghadi mein AIMIM har mumkin madad ke liye unke shana-ba-shana khadi hai. SUBSCRIBE to AIMIM YouTube channel: https://www.youtube.com/c/AllIndiaMaj... Follow All India Majlis-e-Ittehadul Muslimeen (AIMIM) on: • Facebook - / partyaimim • Twitter - / aimim_national • Instagram - / majlis_official --------------------------------------------------------------------------------- Follow Barrister Asaduddin Owaisi on: • Facebook - / asaduddinowaisi • Twitter - / asadowaisi • Instagram - / asadowaisiofficial

California Me Saidabad K Rehne Wale Shaqs Ka Hua Sadak Hadsa | 7h Tv News |

Three members of Hyderabad family killed in California, AIMIM MLA's visits sayeedabad home

Zarqa Ke Saath Cooking Ko Lekar Debate! | ₹5000 Ki Deal! @Mr. Faisu

शिक्षा को कारोबार बनाया जा रहा है: बिहार विधानसभा में बोले AIMIM अमौर विधायक अख्तरूल ईमान।

जुए पर कठोर सज़ा का प्रावधान किया जाए, ताकि युवाओं का भविष्य सुरक्षित रह सके | अख्तरुल ईमान | AIMIM

Shamshabad Mein Air-hostess Ke Saath Cab Driver Ki Zya-dati, Police Ne Mulzim Ko Giraftaar Karliya

Hyderabad Old City Mein 17 Saala Naujawan Ka Qatl | Kalapathar Mein Sansanikhez Waqia

Suna Hai K Faiz Mohammed @ azaan K Qhatil Giraftaar Ho Chuke Hai | 7h Tv News |

Shamshabad Mein Waqiya, Ladki Ko Sadak Kinare Chord Diya Gaya | Telangana | AHN News

AIMIM विधायक अख्तरूल ईमान ने विधानसभा में बिहार के मज़दूरों के पलायन का मुद्दा उठाया।

Hyderabadi Shaadi mein Asaduddin Owaisi aaye Delhi se

When Danny the goon made Bhaijaan his dog, Tabu lost his cool | Salman Khan & Tabu's Jai Ho Sad S...

Bangladeshi Mom and Daughter Arrested and Deported for Stealing in America

ICH PRANKE ELINA MIT UNENDLICHEN ASMR TURM!

Ek Chhoti Si Galti Ye Kya Hougaya ! Kirak Hyderabadi Khala ! Hyderabadi Comedy Latest Videos 2026 !!

Hyderabad Ke Auto Wale Ne Jeet Liya, Naseeruddin Shah Students Ke Haq Mein Khul Kar Bole

बिहार में अस्पतालों और डॉक्टरों की भारी कमी है: विधानसभा में बोले AIMIM अमौर विधायक अख्तरुल ईमान।

Iss 55 Sala Darinde Ne Masoom Ladki K Sath Ki Galat Harkat | 7h Tv News |

Shahar Hyderabad Me Qhatal K Waqiqat Me Izafa | Police Bebas | 7h Tv News |

