21 Ramzan Noha 2026 | Kufe Main | Mahfooz Sultanpuri | Mola Ali Noha 2026 | New Noha 2026
21 Ramzan Noha 2026 | Kufe Main | Mahfooz Sultanpuri | Shahadat Mola Ali Noha 2026 | New Noha 2026/1447 on't Forget To Subscribe 👇 / mahfoozsult. . New Noha 21 Ramzan 2026 Shahadat Mola Ali (as) Title - Kufe Main Related - Shahadat Imam Ali (as) Reciter - Mahfooz Sultanpuri Poetry - Molana Syed Nadeem Asghar Vocal Recording - Sachin Verma (Multi Track Lucknow India) Audio - ODS Chorus - Rizwan Mirza & Team Video & Edit - @AzadariChittora Creatives - Syed Zaki Raza Digital Partner - RhythmReach #mahfoozsultanpuri #noha2026 #21ramzannoha #newnoha #nohay2026 #imamalinoha #shahadatmolaali #21ramzannohastatus Lyrics: Utre hain falak se padhte hue jibreel ye noha kufe me Haidar pe lahu me doob gaya haidar ka nusalla kufe me (1) Haidar pe chali hai tegh e jafa arkane hidayat toot gaya Ek shore macha hai char taraf ek hashr hai Barpa Kufe me (2) Kufe ka musalla khooni hai mehrab e ebadat sooni hai Wo zarb lagi do roze ke bas mehman hain aaqa kufe me (3) Kufe me qayamat aayi hai haidar ne jo zarbat khayi hai Hilti hai zami’n larza’n hai falak ye zulm hai kaisa Kufe me (4) Jab ghash se zara sa uthte hain bacchon ko waseeyat karte hain bhulenge na bacche hashr talak baba se bichadna kufe me (5) Sar baba ka jab se dekha hai abbas pe taree sakta hai Rote hue ghazi takta hai ek ek ka chera kufe me (6) Is fikr ne dil tadpaya hai kya yaad ali ko aaya hai Zainab ko gale se lipta kar kyu roye hain mola kufe me (7) Haidar ne shahadat jab payi hasnain ko maa ki yaad aayi Jab shab ko janaza ghar se chala yaad aaya madina kufe me (8) Mola ko diya tha gusl jahan Mahfooz hai wo kufe mein maka’n Us ghar mein jakar roya hai har ashiq tera kufe me (9) Mola ki shahadat se asghar sooni hui masjid or mimbar Mehrab e ebadat dekh ke bas phatta hai kaleja kufe me

Nohay 2026 | Zainab Ko Rulate Hain Sitamgar | Mahfooz Sultanpuri Nohay 2026 | New Noha Bibi Zainab

21 Ramzan Noha | रो रहा ख़ुं के आंसू ज़र्रा ज़र्रा आज भी | 21 Ramzan 2025 | Anjuman Imamiya Ghosi

21 Ramzan Noha 2026 | Namaz Padhti Hai Noha | Mahfooz Sultanpuri | Mola Ali Noha 2026

Matam karlo hussain ka logo noha

New Nohay 2026 | Jawan Betay Ka Lasha | Mola Ali Akbar Noha 2026 | Muharram Noha 2026

Janum Ali Ali | Nadeem Sarwar | 2023 / 1445

Nohay 2026 | Nam Zameen Me banana lahed Bhai Jaan | Mahfooz Sultanpuri | New Noha Bibi Sakina 2026

Jane Kyun Naizon Se ik Sar Talash karte Hein |Noha Shehzada Ali Asghar as | Kazmi Brothers 110

Akbar Tumhe Maloom Hai Kya Maang Rahe Ho | Sahibe Alam 2019

Shaam-e-Ghariban 2026 Full Majlis | Allama Talib Johri | Karachi Media Network

21 Ramzan Noha 2021 | Aaj Duniya Yateem Hoti Hai | Zohair Sultanpuri | Shahadat Mola Ali Noha 2021

Abbas (A.S) Bachao 🏴 | Ali Safdar New Noha 2026 | Muharram 1448 | #Abbas #Noha2026 #alisafdar

Ae Ghairat e Maryam Tera Bazar Main Jana - Chakwal Party - Qom Iran - 26 December 2022 #subscribe

Yeh Hai Mera Abbas | Nadeem Sarwar | 2026 / 1448 - 47th Album

New Nohay 2026 | Mere Beta Ali Akbar | Rahib ali | Ali Sadiq | New Nohay 2026 moharram

21 Ramzan Noha 2020 | Rukh Se Ek Bar Kafan Aur Hata Do | Syed Raza Abbas Zaidi - Shahadat Mola Ali

Nohay 2026 | Bali Sakina Roti Hai | Mahfooz Sultanpuri Noha 2026 | Bibi Sakina Noha 2026

New Noha ll 21 RAMZAN NOHA 2022 ll Yaad Bohat Aaoge Baba ll Waiz Hasan Sultanpuri Bhanauli Sadat

Noha - Mera Baba Piyasa Mara Gaya - Sheraz Hassan - Muharram 2026 - Shahadat e Imam Hussain

