Ye Kya Ke Sab Se Bayan Dil ki halatein karni | Ahmad Faraz | Lutfe Sukhan
یہ کیا کہ سب سے بیاں دل کی حالتیں کرنی فرازؔ تجھ کو نہ آئیں محبتیں کرنی یہ قرب کیا ہے کہ تو سامنے ہے اور ہمیں شمار ابھی سے جدائی کی ساعتیں کرنی کوئی خدا ہو کہ پتھر جسے بھی ہم چاہیں تمام عمر اسی کی عبادتیں کرنی سب اپنے اپنے قرینے سے منتظر اس کے کسی کو شکر کسی کو شکایتیں کرنی ہم اپنے دل سے ہی مجبور اور لوگوں کو ذرا سی بات پہ برپا قیامتیں کرنی ملیں جب ان سے تو مبہم سی گفتگو کرنا پھر اپنے آپ سے سو سو وضاحتیں کرنی یہ لوگ کیسے مگر دشمنی نباہتے ہیں ہمیں تو راس نہ آئیں محبتیں کرنی کبھی فرازؔ نئے موسموں میں رو دینا کبھی تلاش پرانی رفاقتیں کرنی ye kya ki sab se bayan dil ki haalaten karni 'faraaz' tujh ko na aain mohabbaten karni ye qurb kya hai ki tu samne hai aur hamein shumar abhi se judai ki saaten karni koi KHuda ho ki patthar jise bhi hum chahen tamam umr usi ki ibaadaten karni sab apne apne qarine se muntazir us ke kisi ko shukr kisi ko shikayaten karni hum apne dil se hi majbur aur logon ko zara si baat pe barpa qayamaten karni milen jab un se to mubham si guftugu karna phir apne aap se sau sau wazahaten karni ye log kaise magar dushmani nibahte hain hamein to ras na aain mohabbaten karni kabhi 'faraaz' nae mausamon mein ro dena kabhi talash purani rifaqaten karni ये क्या कि सब से बयाँ दिल की हालतें करनी 'फ़राज़' तुझ को न आईं मोहब्बतें करनी ये क़ुर्ब क्या है कि तू सामने है और हमें शुमार अभी से जुदाई की साअ'तें करनी कोई ख़ुदा हो कि पत्थर जिसे भी हम चाहें तमाम उम्र उसी की इबादतें करनी सब अपने अपने क़रीने से मुंतज़िर उस के किसी को शुक्र किसी को शिकायतें करनी हम अपने दिल से ही मजबूर और लोगों को ज़रा सी बात पे बरपा क़यामतें करनी मिलें जब उन से तो मुबहम सी गुफ़्तुगू करना फिर अपने आप से सौ सौ वज़ाहतें करनी ये लोग कैसे मगर दुश्मनी निबाहते हैं हमें तो रास न आईं मोहब्बतें करनी कभी 'फ़राज़' नए मौसमों में रो देना कभी तलाश पुरानी रिफाक़तें करनी Ahmad Faraz | Ahmed Faraz | Ye Kya Ke Sab Se Bayan Dil Ki Halatein Karni | Dil Ki Halatein | Ahmad Faraz | Sad Poetry | Poetry by Ahmad Faraz | Ahmad Faraz Mushaira |Ghazal | Faraz Poetry | Ahmad Faraz Poetry | Ahmad Faraz Nazam | Ahmad Faraz Shayari | Urdu Shayari | Urdu Nazm | Urdu Nazam | Urdu Ghazal | Urdu Poetry | Ahmad Faraz |احمدفراز| Hindi Shayari |Ahmad Faraz Shayari | Heart Touching Shayari | Shayari Whatsapp Status | Sad Shayari | Urdu Hindi Shayari | Sad Poetry | Romantic Poetry | Urdu Poetry Collection | Jashn e Rekhta #DilKiHalatein #AhmadFaraz #YeKyaKeSabSeBayanDilKiHalateinKarni #AhmadFarazGeet #AhmedFaraz #AhmadFarazGhazal #AhmadFarazNazm #AhmadFarazPoetry #AhmadFarazNazam #AhmadFarazShayari #UrduShayari #UrduNazm #UrduNazam #UrduGhazal #UrduPoetry #AhmadFaraz #RahatIndauri #احمدفراز #HindiShayari #AhmadFarazHindiKavita #AhmadFarazShayari #HeartTouchingShayari #ShayariWhatsappStatus #SadShayari #UrduHindiShayari #AhmadFaraz #LutfeSukhan #LutfeSukhan #LotfeSukhan #LotfSukhan #LutfSukhan #LutfeSokhan #AhmadFaraz #BestSongs #Lyrics #Mushaira #FaizAhmadFaiz #AhmadFarazMushaira #AhmadFarazMushaira #AhmadFarazMushaira #DaghDehlviMushaira #JashneRekhta #Mushaira #BestPoetryWithLyrics #TeraChupRahna #BreakUpPoetry #SadPoetry #LovePoetry #AttitudePoetry #MotivationalPoetry #IndianPoetry #WoHumsafarTha #JudaiShayari #HameshaDerKarDetaHunMain #AhmadFarazAttitudePoetry #TajMahel #UrduShayari

Ye Kya Ke Sab Se Bayan

Suna Hai Log Usay | Ahmad Faraz | Urdu Wajib | 2023 | Mushaira | Urdu New Potery | #ahmadfarazpoetry

Ye Kya ke sub se Bayan (Ahmed Faraz) by Salman Alvi

30 Minutes of Sad Poetry | John Elia Best Urdu Shayari | Heart Touching Poetry Collection

Samne us ke kabhi | سامنے اس کے کبھی اس کی ستائش نہیں کی | Ahmed Faraz

Ahmad Faraz, वो जो रास्ते थे वफ़ा के थे यह जो मंज़िले है सजा की है मेरा हम सफ़र कोई और था मेरा हम नाशी

Ahmed Faraz مرے تَن کے زخم نہ گِن ابھی مری آنکھ میں ابھی نُور ہے

Ayat Kareemah Ki Keya Ahmeyat hay? | Professor Ahmed Rafique Akhtar

Abke Tajdeed e Wafa Ka | Urdu & Hindi | Urdu Poetry By Ahmad Faraz |Lutf e Sukhan

Dileep Kumar and Ahmad Faraz

Hamesha Der Kar Deta Hoon Main | Munir Niazi | 1987 Delhi Mushaira | VHS Archives | Jashn-e-Adab

Ahmad Faraz Urdu Shayari | Silsile Tod Gaya Wo Sabhi Jate Jate | Ahmed Faraz Poetry

Yeh Kya Keh Sab Se Bayaan

Aaj Ki Raat Gham e Dost Mein

Mera Humsafar Koi Aur Tha - Ahmad Faraz

Ahmad Faraz, Annual Sir Syed Day Mushaira-1999 (USA)

MUJHE TUM NAZAR SE GIRA TO RAHAY HO (GHAZAL) - MEHDI HASSAN - FILM DORAHA

Uski umeed e naz ka hamse ye man tha /jaun elia poetry/ ek gali ki bat thi or
![Last Tv Mushaira of Faiz Ahmad Faiz فیض کا آخری ٹی وی مشاعرہ [HD]](https://i.ytimg.com/vi/DLJ1ynqX0IY/hqdefault.jpg?sqp=-oaymwFBCNACELwBSFryq4qpAzMIARUAAAAAGAElAADIQj0AgKJDeAHwAQH4Af4JgALQBYoCDAgAEAEYciBWKC4wD7gC8xg=&rs=AOn4CLC15thgwdUOWcPP7l0vubvQm8zKsg&usqp=CCY)
Last Tv Mushaira of Faiz Ahmad Faiz فیض کا آخری ٹی وی مشاعرہ [HD]

