Salam - Shahadate Hazrat Shehzada e Qasim (as)
Salam - Shahadat e Hazrat e Qasim (as) Dasht me Ibne Hassan (as) per waqt kesa agaya. Lyrics: Dasht may ibne hassan par waqt kaisa aagaya Eik ghatri may faqat qasim ka laasha aagaya dasht may ibne… 1. chaar kaandho par janaza ghar may aata hai magar eik hi kaandhe pe ye kiska janaza aagaya dasht may ibne… 2. Jis tarha chunta hai maali phool apne baagh ke tukde yun qasim ke chun'ne mera maula aagaya dasht may ibne… 3. Choom kar taawiz sarwar dair tak rotay rahe bhai ke lafzo may jaane yaad kya kya aagaya dasht may ibne… 4. Aagayi baraat ran se ro ke fizza ne kaha bibiyo tazeem ko uth jao dulha aagaya dasht may ibne… 5. Laash ko tarteeb jab dene laga zahra ka laal baa'rha maula ki aakhon may andhera aagaya dasht may ibne… 6. Baap ka taweez tha bete ke baazu par bandha is liye pehchan may qasim ka laasha aagaya dasht may ibne… 7. Matami ke ghar may akbar jab koi dulha bana yaad sab ko karbala walay ka sehra aagaya dasht may ibne…

Bhai Ki Judai | 8th Muharram | Nohay 2026 | Mola Abbas (as) | Shajir Askari

Salam - Bibi Sakina (sa) - 13 Safar - Sunlo apni beti ke akhri bayaan baba

Ziyarat Ashura

5th Muharram - Shahadat e Hazrat Ali Akbar (as) - Akbar Jawan Abhi tere marne ke din na thay

Dr.Syed Sajjad Rizvi Soz o Salam
![#حسین فخرے#Hossein FaKhriبنشین تا به تو گویم زینب [خـواهر من] کیفت بالا HD]](https://i.ytimg.com/vi/2bHK4QcGD04/hqdefault.jpg?sqp=-oaymwE9CNACELwBSFryq4qpAy8IARUAAAAAGAElAADIQj0AgKJDeAHwAQH4AcQEgALAAooCDAgAEAEYciBoKC4wDw==&rs=AOn4CLB_H1wDnS1p3S1OJSPLXt4ztNWjLA)
#حسین فخرے#Hossein FaKhriبنشین تا به تو گویم زینب [خـواهر من] کیفت بالا HD]

Nadeem Sarwar | Mir Hasan Mir Meri Umar Hochuki Hai | Sughra Bata Kya Likhu | Live Noha 2025

Salam - Kehkay ye rukgaye Sajjad bataya na gaya

Baghor sun le zamana Hussain a.s Aise They | Abbas Zaidi | Soz Khawani | Korea Azadari | Sibte Jafar

6th Muharram - Baramdagi Jhoola - Shehzada e Ali Asghar (as) #Jhula

Ziyarat Ashura - Ali Fani | علي فاني زيارة عاشوراء - زیارت عاشورا علی فانی

Rubai - Lakho shahe mashreqain kehnay walay

Sar e Abbas (as) Aata Hai || Mir Hasan Mir , Mir Qasim & Mir Jawad || Markazi IB Bab e Fatima KHI

7 Muharram - Baramdagi Mehandi Shehzada Qasim (as) #hazratqasim #7muharram

Acha Baba Sulany tu Aaogy na | Salam | Mukhtar Zaidi

Salam - 28 Safar - Ummat ne phir ujara - Imam Hassan (as)

Mir Hasan Mir | Sham e Ghariban Noha | "Ab Aye Ho Baba" | Karbala

" Khayal e Khaliq e Akbar ka HumKhayal Hussain(a.s) " recited by Mukhtar Fatehpuri

زیارت عاشورا

