Owais Raza Qadri Naat Videos || Chaman Taiba Mei Sumbhal Jo sunware Geso||4K Naat Videos
Owais Raza Qadri Beautiful New Naat-e-Rasool ﷺ Chaman Taiba Mei Sumbhal Sunware Geso At Mehfil e Jamal E Mustafa Don't forget to click Subscribe 🏮and Click 🔔bell 🔔icon to be notified on new uploads Naat Lyric (Writer Imam Ahmad Khan Bareli) Chaman tayba mein sunbal jo sanware gaisu Hoor barh kar shikan naz pay waaray gaisu Ki jo balon se tre roza ki jaroob kashi Shab ko shabnam nay tabarruk ko hain dhaarey gaisu Hum siya karon pay yarab tapish mehashar mein Saya afgan hon tre pyare ke pyare gaisu Charchay hurron mein hain dekho to zara baal buraq Sunbal khuld ke qurbaan utaray gaisu Aakhrِ hajj gham e ummat mein prishan ho kar Terah bakhton ki shafaat ko sdhare gaisu Gosh taq suntay they faryaad ab aeye taadosh Ke banin khanah bdosho(n) ko saharay gaisu Sokhey dhanon pay hamaray bhi karam ho jaye Chaaye rehmat ki ghata ban ke tumahray gaisu Kaaba e jaan ko phnaya hai ghilaaf e mushkein Urr kar aeye hain jo aabroo pay tumahray gaisu Silsila pa ke shafaat ka jhuke parte hain Sajda e shukar ke karte hain isharay gaisu Mushk bu koocha yeh kis phool ka jhara un se Huryoo anber sara hue saaray gaisu Dekho qraan mein shab e qadar hai taa matla e fajar Yani nazdeek hain aariz ke woh pyare gaisu Bheeni khushbu se mehak jati hain galiyaan wallah Kaisay phoolon mein basaye hain tumahray gaisu Shan e rehmat hai ke shana nah juda ho dam bhar Seenah chaakoo(n) pay kuch is darjaa hain pyare gaisu Shana hai panja e qudrat tre balon ke liye Kaisay phoolo(n) mai basaey hain tumharay gaisu Ahad pak ki chouti se ualajh le shab bhar Subh honay do shab e esid nay haaray gaisu Muzda ho qibla se ghanghoor ghatain umdai(n) Abroo(n) par woh jhuke jhoom ke baray gaisu Taar e sheeraza e majmooa e konain hain yeh Haal khil jaye jo ik dam hon kinare gaisu Tail ki bonden tpkti nahi balon se raza Subah aariz pay lutatay hain setaaray gaisu Our Tayyiba Production channel is about all islamic content where you will get all kind of islamic information,Sufiana Kalam,Arfana Kalam,Punjabi Kalam Urdu Kalam,Islamic Bayanat,Urdu Taqareer,Naats,Punjabi Naats,Urdu Naats,islami Qawalian , islamic Wazaif, new naat khawan album we are making all of us just for our user and much more. TAYYIBA PRODUCTION Audio & Video Production | Mehfil Milad Video | Album Recording |Live EVENT FILMING. Enjoy & stay connected with us! ►blogspot http://tayyibaproduction.blogspot.com/ / tayyibaproduction ►Subscribe TayyibaProduction / tayyibaproduction ► Like us on Facebook: / tayyibapro ►Follow us on Twitter: / tayyibapro

New Biggest Mehfil Milad in Gujrawala | Owais Raza Qadri Top Beautiful Naat Sharif

Chamane Taiba Main Sumbul Jo _ Alhaj Owais Raza Qadri _ Alnoor Media 03457440770

Allah Allah Allah hu !! New Hamd !! Javed Raza Qadri Sahab #nizamichannel #naat

Chamane Taiba Main Sumbul Jo By Owais Raza Qadri |Rang E Raza 2017

Mustafa ka Khuda or Khud Mustafa - Muhammad Owais Raza Qadri - New Style Full HD 2019 2019

Owais Raza Qadri 12 June 2025 Mehfil E Naat Gulfishan Masjid Federal B Area Karachi

Zeemeen o Zamaa Tumare Liye Makeen O Makka Tamare Liye " Owais Raza Qadri "

Arsh ki Aqal Dang Hay Al Haaj Muhammad Owais Raza Qadri

Owais Raza Qadri || Chand Se Unke Chehre Par || Official Video

Mujh pe bhi Chashme Karam Exculsive Mehfil || owais raza qadri naats

Kia Janiay Kia Ho - Owais Raza Qadri - Mehfil Noor e Raza - 2026

Qaseeda E Meeraj | Owais Raza Qadri Wonderful 2020 Naat Sharif || Balaghal ula be kamalehi

Karey Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki 2019 | Owais Raza Qadri Mehfil version

LIVE IN MEHFIL (FULL) ALHAJJ MUHAMMAD OWAIS RAZA QADRI - HI-TECH ISLAMIC - BEAUTIFUL NAAT

Owais Raza Qadri 20 April 2026 Mehfil E Naat Eidgah Sharif Rawalpindi

Chamane Taiba Main Sumbul Jo By Owais Raza Qadri (Kalam e Alahazrat)

Owais Raza Qadri | Pul Se Utaro | Official Video

Complete Mehfil E Naat | Owais Raza Qadri

Kalam e Ala Hazrat || Arsh Ki Aqal Dang Hai || Owais Raza Qadri || New Naat 2021 || Rang e Raza 2021

