Shimr Kehta Tha Mat Suno Mukhtar | Shahbaz Ali Khan | Bargahe Maula Abbas(as) Palagali Mumbai 2024
Nauha- Shimr Kehta Tha Mat Suno Mukhtar Kalam- Mir Sajjad Mir Originally Recited- Sayyed Mohammed Shah Venue- Bargahe Maula Abbas(as) Palagali(Mumbai) Pursadari- Msrk Video- Tanveer Khan Photography Shia Agency lyrics Shimr kehta tha mat suno Mukhtar Mai ne kaisay Hussain ko maara Jab hua mai sawaar seenay par Lab hilaanay laga tera Mola Pyaas mei badduaaein denay lagay Mujh ko Shabbir aisa lagta tha Mai ne honto pe kaan rakh ke suna Wo to Ghazi ko yaad karta tha Shimr kehta tha mat suno Mukhtar… Kaisi gurbat thi ibn e Zehra par Dekhti thi Sakina ye manzar Mere haatho mei Sheh ki daadhi thi Main rulaata raha usay hans kar Laash e Abbas bhi tadapnay lagi Jab tamaancha Hussain ko maara Shimr kehta tha mat… Us ki aankho mein jaanay kya tha ameer Koi nazrei nahi milaata tha Mai bhi aankhei na us ki dekh saka Is liye chehra us ka pher diya Ye waja thi jo pusht e gardan se Tere Mola ko zibha main ne kiya Shimr kehta tha mat… Wo jo ik nehr hai wahan jaari Tera Mola wahan tha zeen se gira Umar e saad ne kaha mujh se Qatl us ko nashaib mein karna Main yahan qatl gaah tak Mukhtar Us ko zulfo se khench kar laaya Shimr kehta tha mat suno Mukhtar Haan wo lamha ajeeb tha Mukhtar Mere haatho mein tez thi talwaar Kund ho jaata tha mera khanjar Mai ne yu bhi kiye thay tera waar Mujh se kat’ta na tha gala us ka Us ki Maa ne tha haath rakha hua Shimr kehta tha mat suno Mukhtar Aik teela hai Karbala mei jahaa Ro rahi thi behan khadi us ki Minnatei kar rahi thi har ik ki Keh rahi thi nahi chalaao chhuri Us ne sattar kadam se kat’tay huay Apnay bhai ka khud gala dekha Shimr kehta tha mat suno Us ne dekha jab aa gayi Zainab Mujh se Shabbir ro ke kehnay laga Shimr jaanay de us khaimay mei Apna khanjar chupa le us se zara Shimr zaanu hata le seenay se Waasta hai tujhe Muhammad ka Shimr kehta tha mat suno Mukhtar Mir Sajjad sun ke us ke sitam Saaray darbaari bayn karnay lagay Bola shimr e laeen aye Mukhtar Kuch dikhaaon agar ijaazat de Jis pe khoo tha ghareeb e Zehra ka Us ne khanjar wo sab ko dikhlaaya Shimr kehta tha mat suno Mukhtar Main ne kaisay Hussain ko maara #shahbazalikhan #Shimrkehtatha #Shiaagency

Kiya Howa Bazar Mein Abid Jo Borha Ho Gea | 24 Muharam 2025 | Anjuman Husainia as | Salar Rana Abbas

Nohay 2023 | Shimr Kehta Tha Mat Suno Mukhtar | Syed Mohammad Shah New Noha 2023 | Muharram 1445

Ab Muje Koi Sakinaس Nahi Kehta Babaع | Shahbaz Ali & Mir Hasan Mir | Ashura 2023/1445 | Samarra

Shimr Kehta Tha Mat Suno Mukhtar | MSRK | Palagali Mumbai | 3 Muharram 1446 - 2024

Aisi Haalat Mein Tha Lasha Abbas Ka (by Syed Ali Zaidi)

Shimr Kehta Tha Mat Suno Mukhtar | Muzammil Mehdi | Ana Minal Hussain | Neo Islamic

Logo Main Zainab Haan Anjuman e Guldasta e Jaffria New Kalam 20 Muharram Kali Bari 2023

Shimr Kahta Tha Mat Suno Mukhtar Maine Kaise Hussain Ko Mara | Matamdari at Juloos e Amari Govandi

Hussain Kehte Te Akbar | PDH Sahiwal | Rehearsal 2025

Asghar e besheer jaisi qabar hai Abbas ki

goonji ba waqt asr sada mai Hussain hu - Farzad Moosvi

Ravi Road - Shabbir Ko Sajde Mein Zibha Kisnay Kiya Hai

Jab Shimr Marta Tha Tamacha Hussain Ko | AM Records | Shahid Baltistani | Maqtal e Imam Hussain

Bibi Sakina Noha 2024 | Dare Zindan Par Koi Masooma | Shabih Abbas Arfi Nohay 2024 | New Nohay 2024

Dekha Jab Baap Ka Lasha Tuo Sakina (sa) Roi /Aaj bhi Zainab ko

Shimr Kehta Tha Mat Suno Mukhtar Maine Kaise Hussain Ko Mara

Utha Nahi Jaata Amma | Syed Araj Haider

Sakina SA Kehti Thi Baba Mujhe Bohat Mara | Shimr Kehta Tha Mat Suno Mukhtar | Syed Mohammad Shah

Shimr Ne Pahle Sakeena Ko Dikhaya Khanjar (by Syed Ali Zaidi)

